Wednesday, March 28, 2018

Atif Aslam - Le Ja Tu Mujhe Lyrics -more free lyrics find

Hoon khudi se laapata

Hoon khudi se laapata
Cheekhti meri khaamoshian yahan bekhwaab se khwaab hain
Khwaabon mein mere khurdure sannato mein
Kahin toh qaid meri aahatein hain
Beshaakh tha iss dard se, ab le ja chudha ke
Le ja tu mujhe, khule aasman mein
Le ja tu mujhe, apne jahan mein
Le ja tu mujhe, kar ke reha tu
Le ja ab le ja, tu le ja mujhe le ja
Oo ab dabi dabi awaaz hai
Khoye sabi alfaaz hain
Naaraz kyun saaz hai gaanon se mere
Chubh rahi hain woh shikaayatein
Shikaayatein na jaane kyun apni chaahatein
Beshaakh tha iss dard se, ab le ja chudha ke

Le ja tu mujhe, khule aasman mein

Le ja tu mujhe, apne jahan mein

Le ja tu mujhe, kar ke reha tu
Le ja ab le ja, tu le ja mujhe le ja

No comments:

Post a Comment